PMKSY Yojana in Hindi aapko pata hai? nahi to janiye PMKSY Scheme Yane Ki Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Per Drop More Crop (Micro-irrigation Component) Yojana hai. Ab Prati Boond Adhik Fasal Sukshm Sinchai Ghatak Yojana se Milegi.

Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana in Hindi PMKSY

Do You Know Maha DBT Department Of Agriculture Department Dvara online Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Drop Irrigation Online Application PM krishi sinchai yojana launch date kke baad Mangaye ja rahe hai Jo ki 2019 Se MahDBT Farmer Schemes Portal par Apply hone wale hai.

PM Krishi Sinchai Yojana hi PMKSY Scheme hota hai Iska main Mission hi hai Agriculture Farm Productivity Me Sudhar lane ka Aur Desh bhar me Resources ke Better Utilization Ko Sunishchit karane ke liye Create kiya gaya ek national mission hai.

Related – Pmksy Guidelines in hindi

PMKSY – Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Objective?

PMKSY Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Agriculture Department Ki Yojana hai Jisaka Main Uddesh Kshetra Star par Shinchai me Abhisaran Nivesh Prapt Karana, Sunishchit Sinchai Ke Tahat Farming Yogya Kshetra Ka Vistar Karna hai.

sSath hi Sath Water Yane ki Pani ki Barbadi ko Kam karane ke liye Krushi Jal Ypyog Dakshata Me Sudhar Karna, Satik Sinchai Aur Other Water Saving technologies ko Apnana Hai.

PMKSY Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Means Per Drop More Crop (Micro-irrigation Component) 

Jalvahini Star ke punarbharan mein Vruddhi ki Aur Minicipal Waster Water ke liye adhikaarata ke pun: upayog ki khoj ke liye Sustainable Water Conservation (Sthaayee Jal Sanrakshan) ki shuruvat Kie aur Precision Irrigation System mein adhik se adhik Nijee Nivesh ko Aakarshit kiya.

Krishi Sinchayee Yojana Pradhan Mantri chhote-bade Farmers ke liye Nishchit rup se tay ho gayee hai, Lekin iIsake liye kuch Eligibility Criteria ko pura karana padhega tabhee PMKSY Benefits Kisano ko milenge.

To kya hai yah Drip Irigeshan Pradhan mantree Krushi Sinchayee Yojana online apply ke bare me aap Aur Jankari Nahi Chahenge? Chaliye Thoda vistaar se Samajhane ka Prayaas karate Hain.

Drip irrigation Scheme Information of PMKSY Yojna.

Drip Sinchai Yane ki Drip Irrigation Yah Ek Fasal Ped ki Jad me Ek Choti Tube ke Jariye Bundo ko Sinchane ki modern method hai.

Is Method me Mittee me Jis Speed se Pani Uplabdh hota hai, Usase kam Speed par Sinchai ka Pani Uplabdh Karaya jata hai.

Pani ki Aapurti Mukhya Rup se Bundo se hi Hoti hai. Kam Samay me Adhik Pani Farmers ke Fasalo ko pahuchaya ja sake aur Pani ki Barbadi ko roka Ja sake Yahi Iska Uddesh hai.

Maharashtra State drip irrigation Ka Main Utpadak hai Aur India me Kul Drip Irrigation ka 8% Maharashtra me hi Istemal kiya jata hai.

Iska Istemal Hava ki Dhul ko Thanda aur Niyantrit karane ke liye bhi Kiya jata hai. Frost Irrigation Rain Ke Saman Niyantrit Tarike se Pani ka Upbhog karane ka Ek Best Tarika ka hai Drip irrigation.

Water ek Network ke Jariye Se Vitarit kiya jata hai Jisame Pumb, Wolve, Pipes aur Spriklar Shamil Ho Sakte hai.

In Sinchayee ka Upyog Avasiy, Audyogik aur Krushi Istemal ke liye Kiya ja Sakta hai. Jab Ek Pump ki Help se Pani ko Main Pipe se Daba diya jata hai to Rotating Nozzle Matlab Ghumane wala Nozzle Bahar nikal jata hai aur Fasal par Chidka jata hai.

PMKSY Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Eligibility.

Uprokt information ke baad ab Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojana Benefits & Eligibility Criteria Ke Anusar Kisano ko Ab Aage Badhana hai.

Sabhi Kisan Bhaiyo Se Agrah kiya jata hai ki Puri jankari ko Padhe Tabhi PMKSY Drip Irrigation Scheme Application Kare.

Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Patrata.

Drip irrigation PMKSY yojana crop per drop Scheme ke liye Anudan chahiye to Eligibility ko bhi to Pata kar lena Chahiye Aaiye dekhate hai drip irrigation subsidy apply online ke liye Kya Patrata honi Chahiye.

  • 1 hectare ki Limit ke Bhitar wale Farmers ko benefit Diya jayega.
  • Applicant SC, ST Category se Hona Chahiye.
  • Ho sakta hai Caste Certificate Bhi manga jaye. 
  • Pani Pump ke liye Bijali bahut jaruri hai isiliye permanent electrical connection hona Chahiye jisake liye Bijali ka Bill Jama karana hoga.
  • Pradhan mantri krishi yojana online form sahi hona chahiye.
  • Micro irrigation systems Keval company representative ke dvara banai Jani Chahiye.
  • Ek se Jyada bar pmksy benefits nahi milega.
  • Applicant ke paas Valid Aadhar hona Chahiye.
  • Sath hi 7/12 And 8-A Certificates bhi hona Chahiye. 

Yadi upar diye gaye bato par sahi utarte hai to pmksy application form online form ko turant apply kar sakte hai. Ho sake to pahale pmksy application form pdf ko download karake read kare.

PMKSY Status & More.

Yadi ko Farmer 2-3 Years se pahale Is Component Ke tahat kisi Particular survey number ke liye Patr huwa hai to use Agle aane vale 3 Years ke liye us Survey number ke liye labh nahi diye jayega.

And

Yadi benefit lene wala Applicant 2-3 years ke bad is ghatak ke tahat kisi special survey number ke liye Benefited hai to to use Agle 3 Varsho tak Us Sarvekshan ke liye labh nahi diya jayega.

Iska matlab PM krishi Sinchai Yojana Har Khet ko pani Yojna benefit lene wale kisano ko 2016-17 tak Micro Irrigation Component Benefits Diye jane ke baad Agle 10 Years tak koi labh nahi diya jayega malab vah Eligible nahi hoga.

Tatha isme Changes hone ke ab 2017-18 se Isme Katoti huyee hai Matlab pahale jo 10 Years tak Benefit nahi milata tha vah ab 7 Years tay kiya gaya hai.

PMKSY Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana in Hindi
PMKSY- Pradhanmantri Krishi Sichai Yojana Anudan Kitana Milega?

Pradhanmantri Krishi Sichai Yojana Benefits Sabhi chhote, Alp Budharak Farmers And Other Kisano ke Aadhar diya jaata hai jo Central Government Guidelines ke Anusar Pradhanmantri Krishi Sinchayee Yojana Ke Tahat Beneficiary Applicants ko diya jata hai Jo Niche dikhaya gaya hai.

Vaise kai sare Farmers pmksy guidelines in hindi pdf ko find karate hai jisaki unhe jarurat hi nahi hai Pahale pure article ko padhe to bahut fayda hoga.

1) Small and Marginal landholder farmers Ke liye 55% Benefits.
2) Others applicants ke liye 45% Labh Milega.

For more information, Benefits dekhane ke liye Niche diye gaye Button par Click kare ya phir Yaha File download kare Jo Benefit Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Per Drop More Crop.pdf File hai.

Isprakar se aapko Pradhanmantri Krishi Sinchayee Yojana Eligibility, Benefits pmksy scheme in hindi Uddesh Jankari pata chali hai.

Isi ke sath-sath Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana – Per Drop More Crop (Micro-irrigation Component) Scheme ke liye Documets kaunse chahiye vah bhi jarur dekhe.

Drip Irrigation Documents PMKSY Scheme Details.

Indian Government ke Ministry of Agriculture & Farmers’ Welfare Department Ne PMKSY Yojana ke liye Kul Milakar Indian Currency Me INR 2,600 millions Aur United States doller me US$379.8 Million Dollar Ka Budget Rakha hai.

MPKSY Prati Bund Adhik Fasal Yane ki Prime Minister Drip Irrigation Scheme online application karane ke liye Ab Sabhi Applicants ko Niche diye gaye Required Documents Upload karana jaruri hoga.

PMKSY Yojana Documents.

  • 7/12 Certificate,
  • Adhar Card,
  • Light Bill,
  • 8A Certificate
  • Pre Sanction Letter,
  • Original bill of drip set purchased.

Is prakar se PMKSY Prime Minister Krishi Sinchayee Yojana Har Khet ko Pani Scheme ke liye Documents Jaruri hote hai.

Important News PMKSY Scheme.

Ek bar Farmers ko Har Khet ko Pani PMKSY Prime Minister Krishi Sinchayee Yojana” Pre-approval Prapt ho jane ke baad, Use Authorized Dealers and Distributors Se Micro Irrigation Set Buy karana hoga.

Is Micro Irrigation set ko Kharidane ke baad Ise apne farm me Install karana hoga aur Pre-approval Milane ke 30 Dino ke Andar Kharide gaye Invoice ko apne Dealer Dvara Upload karana hota hai.

Thanks, Now Every Farms Pani Bundo se Sajaye Kheti. Mere desh ka har Kisan Ab Farmer Schemes Department Of Agriculture Yojnao Ka Samjhega Aur Amal Karega.

PMKSY Full Form Kya Hai?

PMKSY Meaning ” Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana” hai Aur pmksy full form in hindi “प्रधानमंत्री कृषि सिंचाई योजना” hota hai jo ek Drip Irrigation ke sath-sath Other bhi Yojanao ki Jankari dega.

Pmksy.gov.in Login Beneficiary Status Kaise Dekhe?

Vaise Maharashtra me hai To Mahadbt login ke jariye प्रधानमंत्री कृषि सिंचाई योजना ऑनलाइन एप्लीकेशन karana hota hai. iski Mahadbt portal ke jariye aap Prime Minister Agricultural Irrigation Scheme status dekh sakte hai.

How to Apply Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojana Online Application Form?

Agar Applicant maharashtra se hai to pahale Mahadbt site par Register karega. Iske baad Profile bharake Agriculture department ka selection karake Scheme Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana – Per Drop More Crop (Micro-irrigation Component) Apply kare

Agar Outside Maharashtra hai to Vah pmksy.gov.in login create karake Scheme apply kar sakte hai.

Maharashtra me Micro Irrigation ke Liye Kitani Subsidy hai?

For more details Government GR dekhe Because yah Centeral Government aur State government dono se milkar Amount aati hai.

Aaiye hamare sath Judkar Apne Sabhi Farmers Brothers tak PMKSY Drip Irrigation Har Khet ko Pani Information ko Share karane me Apna Yogdan Jarur De.

WE hope Now Aapko Pradhan Mantri Krishi Sinchayee Yojana Jise Per Drop More Crop Ya Micro-irrigation Component Scheme Kahate hai Usme Koi Problem Nahi hogi. Kai agents Kisano se paise Lutane ka Prayas karate hai Unke Jhanse me na aaye Aur Carefully PMKSY Yojana Prime Minister Agricultural Irrigation Scheme Apply Kare.