Indian System Har prakar ke education leakage ko Bharana chahati hai So Education Ke liye Financially Weak Other backward class Students, Special Backward Class & VJNT Students Ke Liye Post matric scholarship sbc & vjnt scheme Ke rup me Arthik Sahayata Pradhan Karata Hai.

Maharashtra post matric scholarship OBC, SBC & VJNT Students details
Maharashtra post matric scholarship OBC, SBC & VJNT Students details

Do you know Maharashtra post matric scholarship obc, sbc, vjnt students online Aavedan kaise karate hai? Kya aap janate hain ki other backward class scholarship, Special backward class & VJNT Scholarship ke liye Eligibility criteria kya rakha gaya hai?

I hope aapko itni Khabar jaruri hogi ki Is yojna overview kya hai. If not please check more details here.

Post Matric Scholarship For OBC, SBC & VJNT Students Overview.

Kuch samay pahale Sabhi categories ko Obc scholarship benefits 100% diya jata tha But Ab yah benefits other backward class students ke liye sirf 50% refund kiya jayega.

But Other caste ke liye Jaise SBC & VJNT inke liye yah benefits 100% refund kiya jayega Yesa rules hai.

Jin beneficiary candidates ki annual Income rupees 1 Lakh se Kam hai Un sabhi OBC, SBC & VJNT Students Ko Samaj kalyan vibhaag dvara Post matric scholarship To OBC, SBC, VJNT Scholarship Benefits diya jayega.

Yah labh specially OBC, SEBC, VJNT & SBC Welfare Department dvara Distribute kiya jata hai. Is department ke Dekharekh Me Other backward class, Special backward class Aur VJNT caste hote hai.

Recently Isme 1 aur category Socially & Economically Backward Class SEBC ko joda gaya hai But abhi Yah scheme Active nahi ki gayee hai. Filal 3 categories post matric scholarship benefits paa sakate hai.

Baki aur bhi kai tarah ke Questions is Applicants ke man me uth rahe honge Aur unka Solution bhi unhe samay Par nahi milata hoga. Shayad aapake bhee man me yahi chinta sata rahi hogi Post matric scholarship obc, sbc & vjnt yojana Application form kaise bhare?

Usse pahale is yojna ke fayde dekh lete hai Aur eligibility criteria, documents and other Terms jaan lene Jaruri hai.

MahaDBT Post matric Scholarship For OBC, SBC And VJNT Eligibility Criteria.

Kisi bhi yojna MahaDBT Form bharane se pahale kuch niyamo ko read karna hoga. Yadi sabhi eligibility ko ko Follow nahi karata to vah Aavedan reject hone ke Chances badhate hai.

Jarur padhe government of india Post matric scholarship yojana ke bare me terms and conditions.

Mandatory Eligibility.

  • Applicant Indian hona Chahiye.
  • Aavedak Maharashtra state ka Nivasi chahiye.
  • Sirf OBC, SBC Aur VJNT hi Apply kar Sakate hai.
  • Chalu varsh ke liye 75% attendance maindatory hai.

Income Criteria.

Jo Applicant is yojna ka labh lena chahate hai Phir vah sbc, obc, vjnt koi bhi kyo na ho Unke Mata-pita / guardians kee pure Academic year ki income 1 lakh rupaye se kam ya at list usake barabar hi honi chahiye Jyada nahi.

Institute Criteria.

  • Applicants ko sirf unhi institution me admission Lena hoga jo Goverment dvara Approved aur Certified honge.
  • MahaDBT yojna sirf Cap round online admitted students kel liye hi Lagu hai.

Course Criteria.

  • Goi post matric scholarship scheme ka Labh sirf Proffessional Institutions me admitted students hi le sakate hai.
  • Yadi ko aavedak vishesh varsh mein fail rahata hai, to use us academic year mein tution fees, examination fees aur maintanance allowance milega But jab tak vah agale higher class/year/semester mein pass hokar nahi jaata hai, tab tak use labh nahin milega.

Beneficiary Criteria.

  • Post matric scholarship of Mahadbt benefits ke liye keval do bachche hi aaply karake labh le sakte hai.
  • Applicants chatravrutti ke liye patra hoga yadi vah pathyakram ko non-proffessional me badalata hai But yadi vah Professional course se non-professional me course badalata hai to vah eligible nahin hoga.
  • Jab tak ki Applicant ek course ko poora nahi karega, tab tak post matric scholarship obc, sbc & vjnt benefits every regular semester ke liye aavedan karane par jaree rahege.

Is prakar se Mahadbt scholarship post matric obc, sbc, vjnt eligibility criteria Rakha gaya hai. Now know more benefits for this scheme.

What is Benefits For OBC, SBC & VJNT Scholarship Schemes.

Sabhee prakar ki anivarya Fees jaise Tution fees, exam shulk aur any other shulk laabh Jo state government of Maharashtra ke dvaara aavedak ko direct uske bank account me transfer karata hai.

Jisse ki unka padhayee me man laga rahata hai aur paiso ke chinta dur hoti hai yah sabase bada fayda is yojna ka hai.

State government of maharashtra ke 12 march 2007 ke prastav ke anusaar aavedak jinnhone kendreeykrut pravesh prakriya cap ke madhyam se Vyavasayik pathyakram ke liye Admission liya hai vah iska fayda utha sakta hai.

Every institution ke fees anusar SBC, Vjnt caste ko tutions fees, exam fees and other fees ka 100% bhugatan kiya jaata hai aur obc scholarship ke liye 50% labh diya jaata hai jo peshevar / sarakari sahayata prapt sansthano mei padh rahe hain.

Iske alava per month group anusar 10 month ke liye Maintenance allowance diya jata hai Jo 150/- Se 450/- Rupaye tak hota hai.

Post Matric Maha DBT Scholarship Ke Liye Documents Required.

Vishesh karake scholarship scheme ka labh paane ke liye jo dastavez Applicants ke paas hone chahiye uski list niche hai. Har yojana ke liye sharte rakhi gayi hain.

Is yojna ke liye jo documents ki need hai vah to Applicants ko jama karane hi honge Otherwise selection nahi hoga aur sath hi me last date se pahale Aavedan karana hoga.

  • Maharashtra domicile certificate is Mandatory,
  • College leaving certificate/TC,
  • Bachho ke beneficiary ki sankhya ke baare mein maata-pita / parents ke declaration format,
  • Jati pramanaptra (cast certificate),
  • Income certificate provided by authority,
  • Educational documents and Previous marksheet.
  • Gap certificate (Yadi jaruri hai),
  • Caste validity certificate mandatory hai.
  • Centralized admission allotment letter Cap.
  • Other required documents jo institution Mang kare.

Yah uprokt Sabhi documents post matric scholarship OBC, SBC, VJNT yojna ke liye Jaruri hai. Now lets see how to apply for mahadbt scholarship scheme online for whole categories above.

Maharashtra Scholarship 2023 Apply Kaise Kare?

Chaliye ab samay hai online application mahadbt ka apply kaise kiya Jana chahiye yah dekhane ka. Sabhi yojnao ke liye Department to ek hi hai But sirf scheme ka name Different select karana hoga.

Step 1.

  • Sabase pahale www.mahadbt.maharashtra.gov.in is vebasait par vijit karate hain.
  • Now yadi koi login available nahi hai to Scholarship ke liye new registration banana hoga..
  • Mandatory details fill karake aadhar base registration karana hoga.
  • Next process me MhaDBT login ready hone par log in kare naye credentials se.

Jaise hi login kiya jayega ek Profile ke name se tab dikhayee degi vah pahale step by step start kare jisme Total 1-6 Tab available hai. Online Scholarship profile bharane ke baad ab next process me scheme Apply kar sakate hai.

Step 2.

Dusari step me sirf ek kaam karana hoga Vah kya to apne category ke liye sahi Yojna ka chunav karana Uske baad department to Post matric scholarship OBC, SBC & VJNT cast sabhi ke liye same hai.

  • All scheme par Tap karana hai.
  • Aage Department me me VJNT,OBC and SBC Welfare Department ka chunav kare.

Step 3.

Ab scheme selection ki Baari hai So please read carefully Because Wrong scheme and department apply karane par Application MahDBT reject ho Sakata hai.

  • OBC cast ke liye Post Matric Scholarship to OBC Students yah yojna chune.
  • Yadi Aavedak SBC hai to Post Matric Scholarship to SBC Students yah select karana hoga.
  • Agar Applicant VJNT hai to Post Matric Scholarship to VJNT Students yah scheme ko chunana hoga.

Bas scheme aur department select karate hi Search (Apply) par click kare aur aage ki last process ki Taraph badhe.

How To Upload Documents For Post Matric Scholarship MahaDBT.

Few documents extra lagenge jo uparokt bataye gaye Hai Because 1-2 documents extra jode gaye hai.

  • Declaration format ko upload karana padhega.
  • Previous year/semester Marksheets Upload kare.
  • Cap allotment letter bhi upload karana padhega
  • Leaving certificate aur Warden letter attach kare yadi hosteler aavedak hai to.
  • Now Last me “Save” kare.

Attention… yahapar abhi process khatm nahi hota hai Because Mahadbt form forward karana baki hai.

Antim step me sirf submit batan par click karade declaration par tick kare Aur phir aapke Mahadbt post matric scholarship OBC, SBC & VJNT form ko Apne college login me forward kare.

What is MahaDBT Scholarship Last Date.

Government of india Maharashtra Post matric scholarship Last date MahaDBT website par change ho sakati hai So updates par Najar banaye rakhe.

Maharashtra scholarship portal par kisi bhee prakar ke scholarship application karane ke liye state government of Maharashtra dvaara ek antim date di gayee hai jo ki kuch is prakaar se hai.

Scheme NamesLast Date
Post Matric Scholarship For OBC Students.OBC Last Date
Post Matric Scholarship For SBC Students.SBC Last Date
MahaDBT Post Matric Scholarship For VJNT Applicants.Last Date VJNT

Is prakar se upar diye gaye samay ke anusar maha dbt scholarship last date 2023-24 varsh ke liye di gayee hai.

We hope you enjoy how to apply post matric scholarship obc, sbc & vjnt online at mahadbt portal. If you know more do not forget to Subscribe Maharashtra scholarship latest updates from our blog.

***