MahaDBT Scholarship Problems Ke Solutions ke liye Hamane kai Beneficial Guides Likhe hai. Isi Muddo par Dhyan Dete Huye Aaj Important Problems Maharashtra scholarship form Apply Karate Samay Aadhar Number Already Exist For the Beneficiary type and scheme Kyo aata hai Yah Samajenge.

Aadhar Number Already Exist For the Beneficiary type and scheme

Ise Dusara Option Duplicate Aadhar Profile Bhi Kaha Jata hai. Maha DBT Application form Register Karate samay Bahut bar Dekha Gaya hai.

Aadhar Number already exists meaning in Hindi.

Aadhar number already exists meaning Search bahut kiya jata hai Because Scrutiny Under DDO ke baad Yah Dusra Sabase jyada Aane Wala Error Hai.

Jaise ko Taisa “Aadhar Number Already Exist Meaning In Hindi” Likhane ka Kya Reason ho sakta hai? Because jo bhi Scholarship error aata hai Students, Applicants Online search karate hai But ise Duplicate Aadhar Profile bhi kahate hai Yah Jaan lijiye.

Yahi reasons ki vajah se ham yaha Upar diya gaya Error Duplicate Aadhar Profile Problem Mahadbt portal par kaise aata hai Dikha rahe hai.

Now Mahadbt maharashtra gov in scholarship portal par Non aadhar And Adhar Base registration dono Add kiye hai to Yah Problem to aana hi tha.

Every time Kai Applicant Maha DBT new registration Me yadi kar jate hai Galatiya.

Iska matlab hai ki Pahale kabhi Non aadhar scholarship new registration kiya hoga ya phir Adhar based registration ke bad non aadhar karane ka Prayas kiya ho Tabhi aata hai aadhar number already exists in mahadbt portal par.

Applicants yah pata hona hi Chahiye ki OTP ke jariye Adhar authentication se ab Duplicate aadhar profile find kar liye jate hai jo new Mahadbt login new registration karane hi nahi dega.

Ab aap Samaj Gaye honge ki Adhaar aur Non aadhar based registration Try karane ke vajah se hi yah 2 Mahadbt Login create ho jate hai.

Phir kitana bhi kara lo Maha dbt website work nahi karegi new Account Banvane ke liye.

How To Delete Duplicate Aadhar already exists Profile In Hindi.

Aadhar And Non aadhar Registration ke Jariye ek hi Applicant ke Duplicate Mahadbt scholarship registration remove kaise kare?

Aadhar number already exist profile create karane vale Applicationa ke liye Please Non aadhar and Aadhar username dono Enter karne padhate hai.

Isi ke sath Dono Profile ki main dates jaise Date of birth, Current course etc. Verify kare aur Confirm kare Ki jo name aaya hai vah Applicant sahi hai.

Yah dhyan diya jana chahiye ki Keval Aadhar user profile Delete kiya ja sakata hai aur Yadi Applicant profile se koi Application kiya gaya hai to vah Yesa nahi kar payega to Blank profile remove kare.

Surakhsha Sunishchit karane ke liye One time password hai JO OTP kahlata hai Sidhe HM/Prinicpal ke mobile number par Bheja jayega.

Applicant ki Duplicate Aadhar Profiile Deactivate karane ke baad In future koi bhi Problem aati hai to uski Jimmedari Applicant aur College ki hoti hai.

Yah confirm karana jaruri hai ki Ek bar Duplicate Aadhar Profile Delete karane se pahale Aadhar number already exist profile remove karana hai First apni all details check karale.

Aadhar Number Already Exist For the Beneficiary type and scheme.

Ab aap Uprokt Addhar already exist problem ka satik Solutions dekhate hai. Yahapar Simple proses Duplicate aadhar profile remove kaise karate hai yah dekhana hai.

Simple kisi bhi Duplicate aadhar profile ko Deactivate karane ke liye sahi process ko follow karana hota hai. Iska hal yah hai ki aapko apne College ki help leni Padhegi. Hatash mat ho Bahut hi saral hai Apne College principal login ke jariye yah Prossisble hai.

Yadi kisi bhi Applicant ne Mahadbtmahait scholarships registration Aadhar ya Non aadhar based dono kiye hai aur ek ko Deactivate karana chahate hai to ek Chij ka khas dhyan rakhana hai.

Yadi Non aadhar profile form DDO 2 level par Forward kar diya hai Tatha college ne bhi Approved kar diya hai to yesi Situation me Candidates ko Aadhar profile Update karni Chahiye.

Isi ke sath Aadhar ko non aadhar profile me Update karna hai But Techanically problem aa rahe hai to ho sakta hai Uska Aadhar profile pahale se ho.

Isiliye Applicant ko College se Adhar profile deactivate karane ke liye Application karna chahiye Because Non aadhar Profile application process me hai.

Chaliye is tarah Theory se samjane me time lagata hai Isiliye practical Aadhar number already exists mahadbt portal par Deactivate kaise kare.

Aadhar Number Already Exists Problem Solve Kaise kare?

Yah pahale hi Dikhaya gaya hai ki Principal Login ke jariye hi Duplicate Aadhar Profile Deactivate kiya jaa sakta hai jo Process niche diya gaya hai.

MahaDBT Login Principal.

  • Maha dbt scholarship webpabe par Jaaye.
  • Now Mahadbt institute login me Principal Login Karna hai.
  • Use Principal User Name in Institute / Dept / DDO Login Me.
  • Now Enter Maha dbt Password in mahadbt login page.
  • Captcha code bharna hoga.
  • Last me Login par click karna hai.

Deactivate Duplicate Student Account.

Now Institute Tab me jakar student account deactivate karane ke liye niche di gayee process follow kare.

aadhar number already exists problem ka solution
  • Institute Par Click kare
  • Ab Deactive Aadhar Profile is option par click karna hai.

Search Aadhar Profile Details.

Iske aage Aadhaar User Name And Non-Aadhaar User Name yah dono darj karani hai. Yadi aapko apna same applicant Mahadbt username Pata nahi hai to mahadbt.maharashtra.gov.in login reset kaise karate hai yah guide jarur read kare.

  • Upar bataye anusar Aadhar & Non aadhar dono hi User Name Likhe.
  • Next Search details par click kare jo Image me dikhaya hai.
Verification For Deactivate Aadhar Number Already Exist Profile.

Jaise hi Search Details par Click karenge dono hi Maha DBT login Profiles Niche diye gaye image anusar Dikhayee Padhengi.

  • We Agree Terms & Conditions For This Scholarship Is check box ke box me Tick Karna hai.
  • Now “Get OTP” Is Button par tap kare.

Now Principal Mahadbt scholarship account se Register mobile number par ek OTP Bheja Jayega.

  • Mobile par aaya huwa OTP Enter karna hai.
  • Next “आता “Verify OTP” is button par click kare.
  • Phir “Deactive user Aadhar Profile” is option par Tap karna hai.

Isi ke sath Mobile number verification successfully ka Massage Display kiya jayega.

aadhar number already exists problem solution

Ab phir se Duplicat Aadhar Profile deactivate karane ke liye process kar ke dikhe ki Delate huyee hai ya nahi Jisase Future me koi bhi problem na ho paye.

Vaise iski puri Jimmedari Student ki hi hoti hai.

Isiliye Duplicate aadhaar profile deactivate karane se pahale yah Confirm kar lena jaruri hai ki Remove kiye jane vala acount kahi Active profile me se to nahi hai.

We hope all the Applicants apne Aadhar number already esists profile ko sahi tarike se handle karenge.

Kisi bhe help ke liye mahadbt grievance help jarur le Because Mahadbt helpline email id bhi aapki help karta hai but Mahadbt helpline number busy hone ki vajah se iska istemal kam kare.

Mahadbt Scholarship helpline phone number.

Mahadbtmahait helpline number ke liye 022-49150800 is number par call kare. Hamane isase pahale Kai Important Maha DBT Scholarship Account Problems Solution Guides likhe hai jo Voucher redeem, Under DDO Scrutiny, Login, Helpline etc bahut hai.

Isi ke sath Why MahDBT Scholarship Voucher Redeem Pending hai,If महा DBT old mobile number lost ho gaya hai to Scholarship Account me new mobile number change kaise kiya jata hai yah bhi bataya hai.

Mahadbt aadhar link status ko check kare iske sivah amount transfer nahi hota. Phir bhi Aadhar Number Already Exist For the Beneficiary type and scheme ko lekar koi aur Problem hai to hame comment me bataye ya phir aapko Mahadbt maharashtra gov in helpline Number par contact kare.